LYRIC

Here you will find the lyrics of the popular song – “Jaise Aankhon Ki Dibiya Mein Nindiya” from the Movie / Album – “Taare Zameen Par”. The Music Director is “Shankar Mahadevan, Ehsaan Noorani, Loy Mendonca”. The song / soundtrack has been composed by the famous lyricist “Prasoon Joshi” and was released on “04 November 2007” in the beautiful voice of “Shankar Mahadevan, Bugs Bhargava, Vivinenne Pocha”. The music video of the song features some amazing and talented actor / actress “Aamir Khan, Darsheen Safary”. It was released under the music label of “T-Series”.

Lyrics In English

Dekho Inhein Yeh Hain Oas Ki Boodein
Patton Ki God Mein Aasman Se Khoodein
Angdayi Lein Phir Karwat Badal Kar
Naazuk Se Moti Hans Dein Phisal Kar
Kho Na Jaayein Yeh.. Taare Zameen Par

🎵🎵🎵🎵🎵🎵🎵🎵🎵🎵🎵🎵🎵🎵

Yeh To Hain Sardi Mein Dhoop Ki Kirnein
Utre Jo Aangan Ko Sunehara Sa Kar Dein
Man Ke Andheron Ko Roshan Sa Kar Dein Thithurti Hatheli Ki Rangat Badal Dein
Kho Na Jaayein Yeh.. Taare Zameen Par

🎵🎵🎵🎵🎵🎵🎵🎵🎵🎵🎵🎵🎵🎵

Jaise Aankhon Ki Dibiya Mein Nindiya
Aur Nindiya Mein Meetha Sa Sapna
Aur Sapne Mein Mil Jaaye Farishta Sa Koyi
Jaise Rangon Bhari Pichkari
Jaise Titliyan Phoolon Ki Kyaari
Jaise Bina Matlab Ka Pyara Rishta Ho Koyi

🎵🎵🎵🎵🎵🎵🎵🎵🎵🎵🎵🎵🎵🎵

Yeh To Asha Ki Lehar Hai
Yeh To Ummeed Ki Sehar Hai
Khushiyon Ki Mehar Hai
Kho Na Jaayein Yeh.. Taare Zameen Par
Haan… Haan… Aa..

🎵🎵🎵🎵🎵🎵🎵🎵🎵🎵🎵🎵🎵🎵

Dekho Raaton Ke Seene Pe Yeh To
Jhilmil Kisi Lau Se Uge Hain
Yeh To Ambiya Ki Khushbu Hai
Baagon Se Beh Chale
Jaise Kanch Pe Chudi Ke Tukde
Jaise Khile Khile Phoolon Ke Mukhde
Yeh Bansi Koi Bajaaye Pedoon Ke Tale
Yeh To Jhoke Hain Pawan Ke
Hain Yeh Gungroo Jeevan Ke
Yeh To Sur Hain Chaman Ke
Kho Na Jaayein Yeh.. Taare Zameen Par

🎵🎵🎵🎵🎵🎵🎵🎵🎵🎵🎵🎵🎵🎵

Mohalle Ki Raunak Galiyan Hain Jaise
Khilne Ki Zid Par Kaliyan Hain Jaise
Mutthi Mein Masam Ki Jaise Hawaein
Yeh Hain Buzurgon Ke Dil Ki Duayein
Kho Na Jaayein Yeh.. Taare Zameen Par

🎵🎵🎵🎵🎵🎵🎵🎵🎵🎵🎵🎵🎵🎵

Kabhi Baatein Jaise Daadi-naani
Kabhi Chhu Ke Jaise Num Num Pani
Kabhi Ban Jaayein Bhole Saawalon Ki Jhadi
Sannaate Mein Hansi Ke Jaise
Soone Hothon Pe Khushi Ke Jaise
Yeh To Noor Hai Barse Gar Teri Kismat Ho Badi
Jaise Jheel Mein Lehraayein Chidiyan
Jaise Bheed Mein Apne Ka Kaandha
Jaise Man-mauji Nadiya
Jhaag Udaaye Kuchh Kahe
Jaise Baithe Baithe Meethi Si Jhapki
Jaise Pyaar Ki Dheemi Si Thapki
Jaise Kaanon Mein Sargam Hardam Bajti Hi Rahe
Jaise Barkha Udaati Hai Bundiya

🎵🎵🎵🎵🎵🎵🎵🎵🎵🎵🎵🎵🎵🎵

Ho.. Kho Na Jaayein..
Kho Na Jaayein…
Kho Na Jaayein
Kho Na Jaayein…
Kho Na Jaayein Yeh
Kho Na Jaayein Yeh
Kho Na Jaayein Yeh
Kho Na Jaayein Yeh..

Translated Version

Lyrics In Hindi


देखो इन्हें ये हैं
ओस कि बूँदें
पत्तों कि गोद में
आस्मां से कूदें
अंगडाई लें फिर
करवट बदल कर
नाज़ुक से मोती
हंस दे फिसल कर
खो न जाएँ यह
तारे ज़मीन पर..


🎵🎵🎵🎵🎵🎵🎵🎵🎵🎵🎵🎵🎵🎵


यह तोः हैं सर्दी में
धूप कि किरनें
उतरें जो आँगन को
सुनहरा सा करने
मॅन के अंधेरो को
रौशन सा कर दें
ठिठुरती हथेली की
रंगत बदल दें
खो न जाएँ यह
तारे ज़मीन पर..


🎵🎵🎵🎵🎵🎵🎵🎵🎵🎵🎵🎵🎵🎵


जैसे आंखों की डिबिया में निंदिया
और निंदिया में मीठा सा सपना
और सपने में मिल जाये फरिश्ता सा कोई
जैसे रंगों भरी पिचकारी
जैसे तितलियाँ फूलों की क्यारी
जैसे बिना मतलब का प्यारा रिश्ता हो कोई
यह तोः आशा की लहर है
यह तो उम्मीद की सेहर है
खुशियों की नहर है


खो न जाएँ यह
तारे ज़मीन पर..


🎵🎵🎵🎵🎵🎵🎵🎵🎵🎵🎵🎵🎵🎵


देखो रातों के सीने पे यह तोः
झिलमिल किसी लौ से उगे हैं
यह तोः अम्बिया की खुशबू हैं बागों से बह चले
जैसे कांच की चूड़ी के टुकड़े
जैसे खिले खिले फूलों के मुखड़े
जैसे बंसी कोई बजाये पदों के टेल
यह तोः झोंके हैं पवन के
हैं यह घुँघरू जीवन के
यह तोः सुर हैं चमन के


खो न जाएँ यह
तारे ज़मीन पर..


🎵🎵🎵🎵🎵🎵🎵🎵🎵🎵🎵🎵🎵🎵


मोहल्ले की रौनक
गलियाँ हैं जैसे
खिलने की जिद पर
कलियाँ हैं जैसे
मुट्ठी में मौसम की
जैसे हवाएं
यह हैं बुजुर्गों के दिल की दुआएं..


खो न जाएँ यह
तारे ज़मीन पर..


🎵🎵🎵🎵🎵🎵🎵🎵🎵🎵🎵🎵🎵🎵


कभी बाआतें जैसे दादी नानी
कभी चीखें जैसे मम्मम पानी
कभी बन जाएं भोले सवालों की झड़ी
सन्नाटे में हंसी के जैसे
सूने होठों पे ख़ुशी के जैसे
यह तोः नूर हो बरसे गर तेरी किस्मत हो बड़ी
जैसे झील में लहराए चन्दा
जैसे भीड़ में अपने का कन्धा
जैसे मन मौजी नदिया झाग उडाये कुछ कहीं
जैसे बैठे बैठे मीठी से झपकी
जैसे प्यार की धीमी सी थपकी
जैसे कानों में सरगम हरदम बजती रहे..


खो न जाएँ यह
तारे ज़मीन पर..


============================================


Song Credits & Copyright Details:


गाना / Title : Jaise Aankhon Ki Dibiya Mein Nindiya
चित्रपट / Film / Album : Taare Zameen Par
संगीतकार / Music Director : Shankar Mahadevan, Ehsaan Noorani, Loy Mendonca
गीतकार / Lyricist : Prasoon Joshi
गायक / Singer(s) : Shankar Mahadevan, Bugs Bhargava, Vivinenne Pocha
जारी तिथि / Released Date : 04 November 2007
कलाकार / Cast : Aamir Khan, Darsheen Safary
लेबल / Label : T-Series
निदेशक / Director : Aamir Khan, Amole Gupte
निर्माता / Producer : Aamir Khan Production


Added by

admin

SHARE

Your email address will not be published. Required fields are marked *